Hindi Diabetes insipitus Biology aur Physiology Hindi mein
- Central diabetes insipidus.
- Nephrogenic diabetes insipidus.
- vasopressin ka kam hai urine mein se Pani ko absorb karna. Agar ham diuresis ko
- samjhen to diuresis pani ka loss ya pani ke bahane ko kaha Jata Hai urine ki aur se ya
- kidney mein se.
- to antidiuretic hormone ya vasopressin is chij Ko rokta Hai urine mein se water ko absorb karke.
- Ab ADH NA baanne ki wajah se kidney mein se water reabsorb nahin ho payega aur
- urine mein se bahut sara water ka loss hoga jise diuresis kehte hain.
- ismein patient ka bahut jyada urine niklega. Jise Polyuria Kaha jata hai, Din Mein 5 se
- 15 ya 20 litre Tak urine nikal sakta hai.
- polydipsia yah bahut jyada Pyas Lagna jismein patient ko Thanda Pani Peene Ka
- man bahut karta hai.
- Kyunki Yahan per Itna urine pass ho raha hai, Pani Nikal Raha Hai Iski vajah se
- patient ko dehydration ho jata hai. Jaise koi diarrhoea mein bhi Milta Hai, to patient
- ki body mein pani ki matra kam ho jayegi.
- Dehydration ki wajah se skin dry hojayegi, mucus membrane bhi dry hojayegi.
- sath mein aapko kamjori thakawat yah weakness, lethargy pateint mein milega.
It is a clinical condition characterized by polyuria and polydipsia due to decrease in ADH secretion or failure of response to ADH in Kidneys.
(Jab Bhi body Mein vasopressin ki Kami ho ya Vasopressin Apna Kam Kidneys Mein Na Kar Paye Diabetes Insipidus us condition mein ho saktahai).
Types:
Central: There is less secretion of from posterior pituitary or less synthesis from Hypothalamus.
Nephrogenic: there is failure of Kidney response to vasopressin.
Sign & Symptoms:
Polyurea there is excessive loss of water around 10 to 20 litres per day (Kyunki ADH Apna Kam Nahin kar pa Raha to pani ka reabsorption kam ho jata Hai Iski vajah se body mein se 10 se 20 litre daily urine ke through nikal jata hai).
Polydipsia: excessive thirst for large quantities of water (Yahan Inko bahut jyada Pyas lagti hai aur Thande Pani Ki).
Dehydration: due to severe loss of water